PardesiAwara
May 27th, 2011, 07:39 AM
bahut mann ker rha ki aaj main gali dun
per kisko dun, kaisse dun aur kya dun ?
yeh mere aaj dimag ka pressure cooker high hai
dhoowain nikal rhain hai meri kanoo se
sochta hun ki kuch aacha likhon, per nhi,
khopri ke department main bomb-bari jari hai.
kya aapne kabhi kisi ko hindi main gali di hai ?
bada aanand aata hoga aapko gali dene main.
kahan se sikha aapne itni aachi vyaakran,
Gali ki institute khoolne ki kabhi sochi hai ?
Bahut muskura rhe ho meri lines pardhker,
gali doonga to sidha haasi gusse main badal jaeygi.
Bura lgaa ? Jaanta hun, isley kaha.
koi joke nhi suna rha main, inn linoo main.
waisse yeh batye, aapne abb taak ki jindagi main,
kaun si gali sabse jaayda di hai.
kya kaha, yeh to sabhi dete hain, kuch nya bolo
kya wahi ghisi piti galiyan, poshteyni bataain choro.
aurr haan, forum main gali nhi dena,
ban ker diye jaoge,
phir ya tu tum mujhe ya admin ko gali doge
isley bata diya, dimag to hai nhi tumhain.